Let's test your abilities, each as if demands the same.
We say let's see how do you do!
Par kabhi aankhen bhi dhokha khati hai,
Bhule bhatke bazaaron mei.
Kabhi yahan to kabhi vahan jahan koi na ho,
Mai bhi nahi, tum bhi bhi lekin jahan duniya hai.
Mai nakhush hu tumse, khud mujhse yeh maine kaha,
Kyonki thak gya hu mai, khud hu lekin maksad nhi.
Pata hai yeh ke kuch to hai,
Kuch mangna chahta hai vo mujhse.
Bin bole barsaat jab padhi,
To shuk aur irade pathar ban gye.
Mere darr ka maksad hai, yeh bhi darega,
Kuch karne ko kaha to karte karte kar guzrega.
Masoomi nazroon se dekha yu Maine,
Jaise kuch pta hai jo nhi chahta hu mai.
Le chla hai khud apna bna kar makbara,
Jahan jena hi zindagi ka naam hai.
Aaj aise likhna chahta hai jo huya nhi ab tak,
Jo hona hai shayad ya hona nakhush hai.
Jise darr bhi darra nhi sakta , vo samay aana hai,
Jo aana nhi chahta use bulana hai, use khush karna hai.
Likhte likhte behta ja rha hai mai khud,
Khush shyad jo vo hai, use nakhush krna hai.
Kuch sochne to dil chahta hai, krne ko,
Jahan zindagi ki dil khol kar talaash hai.
In lafzoon mein gam ki aarzo shyad khatam na ho,
Khushi jarror doond lena.
Arey mai to vo hon jo waqt ka nazraana hai,
Mujhe darr ki duniya se khud talaash lena.
Towards an unending possession that don't wants to leave, its divine...
No comments:
Post a Comment